Posted by: Urdu Magazine on: December 30, 2010
Kuch muhabat ka nasha tha pehle hm ko Faraz. Dil jo tota to nashe se muhabat ho gai. ———————————- Yeh wafa to un dinon ki baat hay “Fraaz” Jab makaan kachy or log sachay hoa krty thy…… ———————————- Kon data ha umar bhar ka sahara aay Faraz…. LOG tu JANAZAY man bhi kandhay badaltay rahtay [...]
Posted by: Urdu Magazine on: July 26, 2009
har tamashai faqat sahil se manzar dekhta kaun dariya ko ulatata kaun gauhar dekhta wo to duniya ko meri divangi khush a gai tere hathon main vagarna pahala patthar dekhta ankh main ansu jare the par sada tujh ko na di is tavaqqo par ki shayad tu palat kar dekhta meri qismat ki lakirain mere [...]
Posted by: Urdu Magazine on: January 28, 2009
Zindgi to apne hi qadmon per chalti hai faraz doosron k kandhon per to janazey uttha kertey hain….. ** Barish ** In Barishon Se Dosti achi nahi Fraz Kacha Tera Maqaan Hai Kuch To Khayal Kar ** Naakami ** Apni naakami ka ik yeh bhi sabeb hy Faraz Cheez jo maanghty hain sub sy juda [...]
Posted by: Urdu Magazine on: January 26, 2009
Abhi To Baaj Ki Asli Udaan Baaki Hai, Abhi To Aapka Imtihan Baaki Hai, Abhi Tak To Aapne Zamin Dekhi Hai, Abhi To Pura Aasmaan Baaki Hai. Ek Ada Aapke Dil Churane Ki, Ek Ada Aapke Dil Me Bas Jane Ki. Chera Aapka Chand Sa, Aur Ek Zid Hamari Chand Pane Ki. Nazar Tumhari, Nazar [...]
Comments