Posted by: Urdu Magazine on: July 26, 2009
Qurbaton men bhi judai ke zamane mange Dil vo bemehar ki rone ke bahane mange Apana ye hal ke ji har chuke lut bhi chuke Aur muhabbat vahi andaz purane mange Ham na hote to kisi aur ke charche hote Khalqat-e-shahar to kahane ko fasane mange Dil kisi hal pe mane hi nahin jan-e-`FARAZ` Mil [...]
Posted by: Urdu Magazine on: March 28, 2009
Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai “Faraz” Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya…! ———————– Bus Woh ShakS Acha LaGa Ussey Saaf Keh Dala HuMNe “FARAZ”! Dil Ki Baat Hai HuMSe MunafQaT Na Ho Saki.! ———————– AiK KhaliSh ab Bhi MuJhey Baichein KaRTi Hai “Faraz”! Sun K Meri MaRne Ki KhabaR [...]
Posted by: Urdu Magazine on: March 23, 2009
tuu paas bhi ho to dil beqaraar apanaa hai ke ham ko teraa nahin intazaar apanaa hai mile koi bhi teraa zikr cheer dete hain ke jaise saaraa jahaan raazdaar apanaa hai wo duur ho to bajaa tark-e-dosti kaa khayaal wo saamane ho to kab ikhtiyaar apanaa hai zamaane bhar ke dukhon ko lagaa liyaa [...]
Comments