Posted by: Urdu Magazine on: December 22, 2010
ab kis ka jashn manaate ho us des ka jo taqsiim huaa ab kis ke giit sunate ho us tan-man ka jo do-nim huaa us Khvaab kaa jo rezaa rezaa un aa.Nkho.n kii taqadir huaa us naam kaa jo Tuka.Daa Tuka.Daa galiyo.n me.n be-tauqiir hua us parcham kaa jis kii hurmat baazaaro.n me.n niilaam huee [...]
Posted by: Urdu Magazine on: July 26, 2009
Qurbaton men bhi judai ke zamane mange Dil vo bemehar ki rone ke bahane mange Apana ye hal ke ji har chuke lut bhi chuke Aur muhabbat vahi andaz purane mange Ham na hote to kisi aur ke charche hote Khalqat-e-shahar to kahane ko fasane mange Dil kisi hal pe mane hi nahin jan-e-`FARAZ` Mil [...]
Posted by: Urdu Magazine on: July 26, 2009
har tamashai faqat sahil se manzar dekhta kaun dariya ko ulatata kaun gauhar dekhta wo to duniya ko meri divangi khush a gai tere hathon main vagarna pahala patthar dekhta ankh main ansu jare the par sada tujh ko na di is tavaqqo par ki shayad tu palat kar dekhta meri qismat ki lakirain mere [...]
Posted by: Urdu Magazine on: March 28, 2009
Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai “Faraz” Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya…! ———————– Bus Woh ShakS Acha LaGa Ussey Saaf Keh Dala HuMNe “FARAZ”! Dil Ki Baat Hai HuMSe MunafQaT Na Ho Saki.! ———————– AiK KhaliSh ab Bhi MuJhey Baichein KaRTi Hai “Faraz”! Sun K Meri MaRne Ki KhabaR [...]
Posted by: Urdu Magazine on: March 23, 2009
tuu paas bhi ho to dil beqaraar apanaa hai ke ham ko teraa nahin intazaar apanaa hai mile koi bhi teraa zikr cheer dete hain ke jaise saaraa jahaan raazdaar apanaa hai wo duur ho to bajaa tark-e-dosti kaa khayaal wo saamane ho to kab ikhtiyaar apanaa hai zamaane bhar ke dukhon ko lagaa liyaa [...]
Posted by: Urdu Magazine on: March 20, 2009
Main need ka shukeen zayada tu nahi FARAZ Lakin, Kuch khuwab na daikhoun tu guzara nahi hota…
Posted by: Urdu Magazine on: February 14, 2009
JAb Kabhi Dekhu Haath kii Hatheliyo Ko Toh Khaali Yeh Nazar Aati Hai…. Suni Suni See Lakiro Per…. Kismat Sunati Apni Kahani Hai.. Poochhti hai Fasana Mujhe See hii…… Meri Tenha Zindgani Kaa….. Hotho Sey Toh Has Deyta Hu…. Per Aankhey Such Bahati Hai……. Kabhi Yu heee nikal padta hu.. Tanhaahiyo Key Saath Apni.. Or [...]
Posted by: Urdu Magazine on: January 28, 2009
Zindgi to apne hi qadmon per chalti hai faraz doosron k kandhon per to janazey uttha kertey hain….. ** Barish ** In Barishon Se Dosti achi nahi Fraz Kacha Tera Maqaan Hai Kuch To Khayal Kar ** Naakami ** Apni naakami ka ik yeh bhi sabeb hy Faraz Cheez jo maanghty hain sub sy juda [...]
Posted by: Urdu Magazine on: January 4, 2009
*._.*Chal Ab Meri Saans Hi Zamanat Rakh Le To*._.* “Faraz” *._*Shayed Is Tarha Ban Jaon Mein Tere Aaitbaar K Qabil*._.* Ek Baar Jee Bhar K Sazaa Q Nahe Daite, Agar Harf-E-Khata Hoon To Mita Q Nahe Daite, Sayaa Hoon To Saath Na Rakhne Ki Wajha Kia Hai? Pathar Hoon To Raaste Se Hata Q Nahe [...]
Comments